Today I updated with the latest and hair HD'm sharing 2014-2015 background. It is poetry written by different poets. Poetry written in the background of her hair brilliant, sad, romantic, desire and hair is very beautiful. You read his poems by heart, you feel like you are in heaven, and my boyfriend go to. This is incredible. I can not explain. How can I explain. Hair I have no words to explain about.
Hone Do Mukhatib Mujhe Aaj in Hotoon se Abbas
Baat Na to Sumjhe Na Main Rhe Jari Guftgo Rat Bhar
to hawa ke rokh par cahtoon ke diye jalane ki zid na kar
ye udaas logoon ka shehar hai yahan muzkurane ki zid na kar
nahin sujde kiye hum ne kubhi geroon ki chokhat par
humen jis ki zarorat ho khoda se maang lete hai
mujhe apne kirdaar pe itna to yaqeen hai
koi mujhe choor to sakta hai pr bhula nahin sakta
mujbooriun ke naam par daman bcha gaye wo loog
jis ne piyar main dawaa wafa ka kiya tha
mera chop rehna kahin nafrat na samjh lena
hum akele pun main khod ko tum sa mehsoos karte hain
mohubbat mili to neend bhi apni na rahi faraaz
gomnaam zindagi thi to kitna sakoon tha
ye thik hai nahin marta koi judai main
khoda kisi ko kisi se juda na kare
ishq hara hai to dil thaam ke kiun bethe ho
tum to har baat pe khte the "koi bat nahin"
haya se sar jhoka lena , adaa se muskora dena
hasenoon ko bhi kitna shal hai bijli gira dena
main kub us ke dil main rehta tha.
jub tak na lage bewafai ki thokar,
har kisi ko apni mohubbat pr naaz hota hai
andaz apna dekhte hain aaine main woh
zulfen sawar k kubhi zulfeen bikheer k
chora k haath narmi se yehi kehti hai mujhko
abhi kat muhrum hun tumhari koch nahin lagti
nazuk mijaaz hai woh pari koch is qadar
payal jo pehni paoon main to cham cham se dar gai
Aao kubhi yoon bhi mere paas
ke aane main lumha aur jane main zindagi guzar jaye
teri yaadon ki ulfat se to saji hai zindagi meri
main pagal hun? jo tujhe bhool kar wiraan ho jaon
ek sacha roop haqiqat ka
ek chota lafz mohubbat ka
izhaar tmana hi toheen-e-tmanna hai
tum khod hi samjh jao main naam nahin longi
0 comments:
Post a Comment