Santa Banta jokes | santa banta jokes in hindi |Santa Banta jokes images


Here u have get more funny santa banta jokes , santa banta jokes in hindi , santa banta jokes images, santa banta jokes hindi with images , u can send this images friends, family , facebook, whatsapp for fun.


Santa Banta jokes


1)
Aaj ek Ladki ne Facebook pe status dala!

I Am Happy, me bua ban gayee! maine bhi comment
kar diya, aur me fuffa! ab isme block karne ki
kya bat thi bahi!
Santa Banta jokes
 

2)
Puri duniya me Bharat hi ek aisa desh hai jaha

logo ko lehsun aur pyaaj khane se pap lagta hai
lekin paisa khane se pap nahi lagta!
 
Santa Banta jokes




santa banta jokes in hindi


1)

Patni: I Have changed my Mind.
Pati: Nya wala to kam kar raha hai na?

Santa Banta jokes



2) Pakistan ne Bhartiye filmo par laga ban,
bechare ab kabhi ye nahi jan payege ki
Kattappa ne Bahubali ko kyo mara tha!
 

Santa Banta jokes



santa banta hindi jokes   

1) 

Nawaz: Khane me kya hai?
Naukar: Bhindi!
Nawaj: Sale chicken bola tha na, kab banayega chicken?
Naukar: Sir Ji Kal!
Nawaj: Surgical?
haramkhor maje le raha hai? 

Santa Banta jokes


2)

Agar logo ke dil me zinda rehna hai to logo se paise udhar lo!
Swami Vijay Mallya!

Santa Banta jokes




santabanta jokes in hindi


1) Bacha: Mummy Gandhi Ji ke sir par bal kyo nahi the?
Mummy: Kyoki beta vo kewal satya bolte the!
Bacha: Ab samajh me aya ki tum aurtto ke bal lambe kyo hote hai!


Santa Banta jokes




santa banta joke 

1)  
Doctor ki galti aur vakil ki galti me kya fark hota hai?

Doctor ki galti jameen ke char foot niche gaad deti hai
aur vakil ki galti char foot uppar tang deti hai!  

Santa Banta jokes



 santabanta jokes  

1)
Yadi kisi ke pas nakli note a jaye to ghabraye nahi, veh

nakli note shadi me lifafe me dal ke pakda de!
samasya anek samadhan ek!  
 

Santa Banta jokes






santa banta comedy 


1)
Aaj-kal puri Delhi me MCD ka raj ahi!
M= Malaria
C= Chikunguniya
D= Dengue �










Santa Banta jokes




santa banta hindi chutkule  

1)
Ek budhu sari zindagi sochta raha, sochta raha,
sochta raha aur sochte-sochte mar gya! ki meri
behan ke do bhai hai to mera ek kaise?

Santa Banta jokes






Share:

0 comments:

Post a Comment

Copyright © Stylish DP Girls | Powered by Blogger