Aap aurat k saath kitni bhi aqal o danish ki baat karen, kaise bhi dlayail kyun na dain agar uski marzi nahi ha to us mantaq ko kabhi nahi samjhay gi.
Usk zehan k andar apni mantaq ka ek drawing room hota hay, jisay us nay apni marzi se sjaya hota hay aur wo usay roshan karne k liye bahir ki roshi ki mohtaaj nahi hoti.
Is liye wo kisi aqal o danish aur dlayail k mamlay main mangay ki roshi par eman nahi rakhti.
Us nay jo faisla kar lia hota hay wohi us masle ka wahid aur akhri hal hota hay.
-Ashfaq Ahmed
0 comments:
Post a Comment